KAHAN SE LAAUN THORI SEE KHUSIYAAN
JAHAN BHER KE GAM MUJHKO MILE HAI
HASNA TOH JAISE BHULNE LAGA HOON MAI
AANSOO SARE MERI AANKHOW MEI BHRE HAI
MAANGTI HUI SE NAJAR MERI RAAT- DIN
DERWAJE SAARE KABSE BAND PADE HAI
MAI DHOONDTHA HEE REH GAYA MERE APNE
DUNIYAAN MEI SIRF SAARE PARAYE BASE HAI
DUSMAN MILTE HAI DOSTOW KE KHOJ MEI
AB HUM BHI SANGDIL JARA HO GAYE HAI
SAANS-SAANS MEI GHUTAN SE HOTI HAI
KAISE BATAYE KIS TARAH HUM JEE RAHE HAI
TADAP KE DAMM NIKAL JAYE TOH CHAIN HO
YAA KOI AUR BERBADIYAAN MERE LIYE HAI
Monday, January 19, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment